|
free download O Ji Aana Ji From Anjaam 1952
|
|
|
Song Lyrics Title : O Ji Aana Ji Song Lyrics Movie : Anjaam (1952) Singers : Hamida Banu Song Lyricists : Qamar Jalalabadi Music Composer : Madan Mohan Kohli Director : Shanti Kumar Music Label : Saregama Starring : Premnath, Vyjayantimala, Kuldip Kaur, Yaqub
mp3 songs
O ji aana o ji aana o ji aana Ji aana aana ji aana Makki ke kheto mein aana ji Kheto mein aana o piya Taaro ki chhon mein Taaro ki chhon mein Humse nazariya milana milana Ho piya taaro ki chhon mein Taaro ki chhon mein
Nili haweli me soye mera bhaiya Unchi atariya pe soye meri maiya Chori chori chori chori mujhko Bulana ji mujhko bulana ho piya Taaro ki chhon mein Taaro ki chhon mein
Pehli gahdi me piya hogo mithi bate Duji ghadi me hogi dil ki mulakate Aankho me aankho mein Humko chhupana Ji humko chhupana ho piya Taaro ki chhon mein Taaro ki chhon mein
Tiji gahdi mein rangile irade Chothi ghadi mein kya Chhothi gahdi me mohabbat ke wade Khawabo ki khawabo ki Duniya basana ji Duniya basana ho piya Taaro ki chhon mein Taaro ki chhon mein
Tadke chalenge piya thandi hawaye Bada maza aaye jo hum ruth jaye Bada maza aaye ji bada maza Khushamad se khushmad se humko Manana ji humko manana ho piya Taaro ki chhon mein Taaro ki chhon mein Makki ke kheto mein aana ji Kheto mein aana o piya Taaro ki chhon mein Taaro ki chhon mein....
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free O Ji Aana Ji songs download
Recent Tag : Free O Ji Aana Ji songs download, O Ji Aana Ji mp3 song free download, online play O Ji Aana Ji mp3 song, O Ji Aana Ji lyrics, O Ji Aana Ji from Anjaam 1952