free download Mere Soone Jeevan Ka From Aasra 1966


Song Title = Mere Soone Jeevan Ka
Movie/Album = Aasra (1966)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer= Laxmikant, Pyarelal
Director = Satyen Bose
Music Label = Saregama
Starring = Biswajeet, Mala Sinha, Ameeta, Jagdeep,
Balraj Sahni, Nirupa Roy,
David
Release = 31st December, 1966

Mp3 Song Lyrics

Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu

Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu

Munne tu bhi soja sare lage sone
Aayi nindiya leke naino ke khilone
Munne tu bhi soja sare lage sone
Aayi nindiya leke naino ke khilone
Sapne salone
Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu

Dunia ki najar se tujhe mai bachau
Gore mukhde pe kala tika lagau
Dunia ki najar se tujhe mai bachau
Gore mukhde pe kala tika lagau
Sab se chupau
Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu

Tere jaisa ko phul hai na tara
Mera raja beta chanda se bhi pyara
Tere jaisa ko phul hai na tara
Mera raja beta chanda se bhi pyara
Sunle jag sara
Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Mere sune jiwan ka aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu
Kaun kahta hai be aasra hai tu.

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Mere Soone Jeevan Ka songs download

Recent Tag : Free Mere Soone Jeevan Ka songs download, Mere Soone Jeevan Ka mp3 song free download, online play Mere Soone Jeevan Ka mp3 song, Mere Soone Jeevan Ka lyrics, Mere Soone Jeevan Ka from Aasra 1966