free download Ban Ke Nazar Part I From Aasmaan 1984


Song Lyrics Title : Ban Ke Nazar (Part I)
Song Lyrics Movie : Aasmaan (1984)
Film cast : Rajeev Kapoor, Tina Munim, Divya Rana, Mala Sinha, Arun Govil, Roopesh Kumar,
Rajni Sharma, Sarika
Singer : Rajeev Kapoor, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Dilraj Kaur
Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Anu Malik
Film Director : Tony
Film Producer : Tito

mp3 songs

banke najar dil ki juba
kahne lagi ek dasta
banke najar dil ki juba
kahne lagi ek dasta

jane kaisa hai ye afsana
jane kaisa aaya ye jamana
jane kaisa hai ye afsana
jane kaisa aaya ye jamana
are tu bhi to anjan hai
mai bhi to anjan hai
tu bhi kuch hairan hai
mai bhi kuch hairan hu
na jane kya kya bate hui
tere mere darmaya
banke najar dil ki juba
kahne lagi ek dasta

aisa lagta hai ye sitare
jaise karte hai kuch ishare
aisa lagta hai ye sitare
jaise karte hai kuch ishare
are na aankho me nind hai
na dil me karar hai
kya ho jaye kya pata
koi etbar hai
ek ye umar duje ye rat
uspe sitam se shama
banke najar dil ki juba
kahne lagi ek dasta
banke najar dil ki juba
kahne lagi ek dasta

Posted by : {Anju}






lowerbanner

Free Ban Ke Nazar Part I songs download

Recent Tag : Free Ban Ke Nazar Part I songs download, Ban Ke Nazar Part I mp3 song free download, online play Ban Ke Nazar Part I mp3 song, Ban Ke Nazar Part I lyrics, Ban Ke Nazar Part I from Aasmaan 1984