free download Kehta hai dil mastana From Aankh Micholi 1972


Song Lyrics Title : Kehta hai dil mastana
Song Lyrics Movie : Aankh Micholi (1972)
Singers : Kishore Kumar,
Song Lyricists : Rajendra Krishan
Music Composer : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director : Ramanna
Music Label : Saregama
Starring : Rakesh Roshan, Bharti, Jagdeep, Farida Jalal
Release on : 24th November, 1972


mp3 songs


Kehta hai dil mastana
Ho ja kisi ka deewana
Pyar ke sahare do jahan se aage
Chhota sa banale ashaina
Kehta hai dil mastana
Hoja kisi ka deewana
Are pyar ke sahare do jahan se aage
Chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Dil mein jo pyar na basaya to
Jeene ka maza kya aya
Dil mein jo pyar na basaya to
Jeene ka maza kya aya
Zindagi wani hai chhoti si kahani hai,
Ye rut ani jani ani jani hai
Kehta hai dil mastana
Ho ja kisi ka deewana
Are pyar ke sahare do jahaan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Preet ke jo har na piroye to
Anmol din yuhi khoye
Preet ke jo har na piroye to
Anmol din yuhi khoye
Ghari tal jayegi jawani dhal jayegi,
To kali arjoo ki jal jayegi
Kehta hai dil mastana
Ho ja kisi ka deewana
Are pyar ke shahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Duniya mein jab ham aye to
Pyar bhara dil sath laye
Duniya mein jab ham aye to
Pyar bhara dil sath laye
Bagh ye bahar se hai
Zindagi pyar se hai,
Dil ko wasta to bas yar se hai
Kehta hai dil mastana
Ho ja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana
Ho ja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana...



Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Kehta hai dil mastana songs download

Recent Tag : Free Kehta hai dil mastana songs download, Kehta hai dil mastana mp3 song free download, online play Kehta hai dil mastana mp3 song, Kehta hai dil mastana lyrics, Kehta hai dil mastana from Aankh Micholi 1972