free download Irada Na Tha Aap From Aandhi Aur Toofan 1964


Song Title = Irada Na Tha Aap Se Pyar Ka
Movie/Album = Aandhi Aur Toofan (1964)
Singers = Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Farooq Qaiser
Music Director = Robin Banerjee
Director = Mohammed Hussain

Mp3 Song Lyrics


Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka

Yeh mehfil nayi or yeh jalwe tere
Rahu hosh mein khuda na kare
Dua kar rahi hu yahi har gadi
Yeh najro ki bijli bhi mujpe gire
Yeh  mujpe gire
Nigaho mein thame najara nahi
Magar dil mein arman hai didar ka
Magar dil mein arman hai didar ka
Irada na tha

Tujhe kya batau main aye najabi
Hazaro mein lakho mein tu hai hasi
Yeh jame nazar ki kasam hai mujhe
Main pita hu lekin sharabi nahi
Sharabi nahi
Ghtaye na behla sakengi hume
Main deewana hu zulfen dildar ka
Main deewana hu zulfen dildar ka
Irada na tha

Posted by  : {Anju Verma}


lowerbanner

Free Irada Na Tha Aap songs download

Recent Tag : Free Irada Na Tha Aap songs download, Irada Na Tha Aap mp3 song free download, online play Irada Na Tha Aap mp3 song, Irada Na Tha Aap lyrics, Irada Na Tha Aap from Aandhi Aur Toofan 1964