free download Yudh Kar Sad From Yudh 1985

Song Lyrics Title : Yudh Kar  (Sad)
Song Lyrics Movie : Yudh (1985)
Singers : Amit Kumar
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director : Rajiv Rai
Starring : Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim, Nutan, Danny Denzongpa

mp3 songs

Danke pe chot padi hai samne fouj khadi
Danke pe chot padi hai samne fouj khadi
Krisan ne kaha arjun se na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar

Sadiyo pahle ki ye kahani aj juba par aayi hai
Aj juba par aayi hai
Aj ki rat najane kya ho sham khabar ye layi hai
Sham khabar ye layi hai
Tere imtihan ki ye ghadi hai samne mot khadi hai
Tere imtihan ki ye ghadi hai samne mot khadi hai
Krisan ne kaha arjun se na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar

Dunia wale kab jhukte hai pyar ki mithi bato se
Inko sabak sikhana hoga lad kar apne hatho se
Bato se bat badi hai samne mot khadi hai
Bato se bat badi hai samne mot khadi hai
Krisan ne kaha arjun se na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar
Anke pe chot padi hai samne fouj khadi
Krisan ne kaha arjun se na pyar jata dusman se
Yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar.

Posted by : {Anamika Tyagi}

lowerbanner

Free Yudh Kar Sad songs download

Recent Tag : Free Yudh Kar Sad songs download, Yudh Kar Sad mp3 song free download, online play Yudh Kar Sad mp3 song, Yudh Kar Sad lyrics, Yudh Kar Sad from Yudh 1985