free download Jane Ja Paas Aao From Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963


Song Lyrics Title = Jane Ja Paas Aao
Song Lyrics Movie = Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
Singer = Sunil Dutt, Asha Bhosle    
Music Director = Ravi    
Song Lyricists = Rajinder Krishan    

Mp3 Song Lyrics

jane jana pas aao ao na kya kaha soch lo
ye hawaye kya kahegi ye nazare kya kahege
do jawan dil magar dur dur
jal rahe hai apni apni aag me aao na
hawao ko dekho nazaro ko dekho
jo mujhse hai badke hansi
mera husn to hai nigaho ka dhokha
ye dhokha na khana kabhi

janejigar ras ki in chancahl lehro me
kyu na hum dono bah jaye
chillane do in sazo ko
hum chupke se kuch kah jaye
aao sarajo pas aa jao
ghulti milti in sanso
ki khushbu jivan jyot banegi
rit hasengi hey na
ye sanso ki khushbu ye bato ka jadu
ye sajish hai halat ki
ye nagmo ki barish ye sazo ki halchal
hai bas ek hi rat ki

ye khamoshi ye aadhi rat chand ki
aankhe aujhal aujhal
aise me kyu na hum dono chalte jaye
badte jaye aur jaha aakash zami se mil jaye
dam tod de hum dono subha swere koi pharishta
shehar ko aaye dekhe do thandi lasho ko
aur shabnam ke katre
chunkar unko ek kafan pehna de

mera is safar me ye pehla kadam hai
chalungi jidhar le chalo
na raho se vakif na malum manjil
mai hu bekhabar le chalo
mai hu bekhabar le chalo
mai hu bekhabar le chalo

Posted by  : {Anju Verma}


lowerbanner

Free Jane Ja Paas Aao songs download

Recent Tag : Free Jane Ja Paas Aao songs download, Jane Ja Paas Aao mp3 song free download, online play Jane Ja Paas Aao mp3 song, Jane Ja Paas Aao lyrics, Jane Ja Paas Aao from Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963