free download Sara Jahan Chod Ke From Wardat Sahhas 1981


Song Lyrics Title : Sara Jahan Chod Ke
Song Lyrics Movie : Wardat Sahhas (1981)
Singers : Usha Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist : Ramesh Pant
Music Director : Bappi Lahiri

mp3 songs


sara jahan chhod ke tujhe maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
maine to khud apna jeena haram kiya hai
jis din se hath tera tham liya hai
sara jahan chhod ke tujhe maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi kam kiya hai

tu chahe pyar na kar main to tujhe hi chahungi
jahan bhi tu jayega pichhe pichhe aaungi
tu chahe pyar na kar main to tujhe hi chahungi
jahan bhi tu jayega pichhe pichhe aaungi
mujhko pana hai to mera pichha chhod de
sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
maine to khud apna jeena haram kiya hai
jis din se hath tera tham liya hai

meri to aadat hai ise use dil dene ki
or koi meri bani to phir tu kya kar legi
meri to aadat hai ise use dil dene ki
or koi meri bani to phir tu kya kar legi
jogan banke gali gali me gana gaungi
maine to khud apna jina haram kiya hai
jis din se hath tera tham liya hai
sara jaha chhod ke tujhe maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi kam kiya hai
o tham liya hai, o kam kiya hai


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Sara Jahan Chod Ke songs download

Recent Tag : Free Sara Jahan Chod Ke songs download, Sara Jahan Chod Ke mp3 song free download, online play Sara Jahan Chod Ke mp3 song, Sara Jahan Chod Ke lyrics, Sara Jahan Chod Ke from Wardat Sahhas 1981