free download Waqt Se Din Aur From Waqt 1965


Song Lyrics Title : Waqt Se Din Aur Raat
Song Lyrics Movie : Waqt (1965)


mp3 songs

khal yahaan, basti thi khusiyaan, aaj hai, maatum bahaar,
waqt laaya tha, bahaaren, waqt laaya hai kiza.

waqt se, din aur raat, waqt se, kal aur aaj,
waqt kii, har shai Gulaam, waqt kaa, har shai pe raaj.2

waqt kii, ghardishthe hai.n,
chaand sitaaro.n ka nizam,2
waqt kii, tokar mei.n hai.n,
kya hukumath,kya samaj,
kya hukumath,kya samaj,

waqt se, din aur raat, waqt se, kal aur aaj,
waqt kii, har shai Gulaam, waqt kaa, har shai pe raaj.

waqt kii, paaband hai.n,
aatee jaate, raunake,2
waqt hai, phuulo.n kii sej,
waqt hai, kaa.NTo.n kaa taaj,
waqt hai, kaa.NTo.n kaa taaj,

waqt se, din aur raat, waqt se, kal aur aaj,
waqt kii, har shai Gulaam, waqt kaa, har shai pe raaj.

aadamii ko, chaahiye,
waqt se, Dar kar rahe,2
kaun jaane, kis gha.Dii,
waqt kaa, badale mijaaz,
waqt kaa, badale mijaaz,

waqt se, din aur raat, waqt se, kal aur aaj,
waqt kii, har shai Gulaam, waqt kaa, har shai pe raaj.



Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Waqt Se Din Aur songs download

Recent Tag : Free Waqt Se Din Aur songs download, Waqt Se Din Aur mp3 song free download, online play Waqt Se Din Aur mp3 song, Waqt Se Din Aur lyrics, Waqt Se Din Aur from Waqt 1965