free download Ishq Na Kerna Yaar From Vapsi Saajan Ki 1995

Song Lyrics Title : Ishq Na Kerna Yaar
Song Lyrics Movie : Vapsi Saajan Ki (1995)
Singer : Mohammed Aziz
Music By : Anand Milind
Lyricist : Azad Jullundhary

mp3 songs

bulleshah kade ishq na kariye ishq de khel nirale

ishq ne mitti vich milaye taja takhta vale

ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

ishq ki baji koi na jita sab aashiq gaye haar
kabhi tum ishq na karna ishq na karna yaar

kabhi tum ishq na karna, kabhi tum ishq na karna

ishq me lakho dard bichhode ishq ne lakho ke dil tode

sohni ne thi jaan gawayi sharsi ghar vapas na aayi
ishq ki baat kare jab koi
ishq ki baat kare jab koi mat karna aitabar ho ho
ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna
ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

do raahe par jab aa jaye aashiq ko kuch samajh na aaye

chhod ke raja takht hazara naukar banke kare gujara
ishq ke divano ne dhokha
ishq ke divano ne dhokha khaya hai har baar ho ho
ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna
ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

bahut kathin hai ishq ki raahe tanhayi aur thandi aahe

kon kisi ka sath nibhaye ishq me har koi dhoka khaye
jab koi tumse dil mange to
jab koi tumse dil mange to kar dena inkar ho ho
ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna
ishq ki baji koi na jita sab aashiq gaye haar
kabhi tum ishq na karna ishq na karna yaar
kabhi tum ishq na karna ishq na karna yaar
kabhi tum ishq na karna ...

Posted by : {Anamika Tyagi}

lowerbanner

Free Ishq Na Kerna Yaar songs download

Recent Tag : Free Ishq Na Kerna Yaar songs download, Ishq Na Kerna Yaar mp3 song free download, online play Ishq Na Kerna Yaar mp3 song, Ishq Na Kerna Yaar lyrics, Ishq Na Kerna Yaar from Vapsi Saajan Ki 1995