free download Maine Pyar Kiya From Suraksha 1979


Song Title = Maine Pyar
Movie/album = Suraksha (1979)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Ramesh Pant
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya
Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Sun meri rani khil jayegi jawani
Tune baat jo meri mani
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya

Pehle milan mein pehli nazar ka
Teer jo tune mara
Ho tujhko maine jeeta lekin
Tujhse hi main haara
Hua matwala dil jaaye na sabhala
Tune jaane kya kar dala
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya

Main tujhe apna maan chuka hu
Tu chahe maane ya na maane
Ho mere siwa bhi honge na jaane
Kitane tere deewane
Sabko bhulana mujhe apna banana
Kisi aur se dil na lagana
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya

Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Sun meri rani khil jayegi jawani
Tune baat jo meri mani
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Maine Pyar Kiya songs download

Recent Tag : Free Maine Pyar Kiya songs download, Maine Pyar Kiya mp3 song free download, online play Maine Pyar Kiya mp3 song, Maine Pyar Kiya lyrics, Maine Pyar Kiya from Suraksha 1979