free download Tu Pyar Ka Sagar From Seema 1955


Song Lyrics Title : Tu Pyar Ka Sagar Hai 
Song Lyrics Movie : Seema (1955)
Singer : Manna Dey

mp3 songs

Manna Dey:
Tu pyaar ka saagar hai - 2
Teri ek boond ke pyaase hum - 2
Lauta jo diya tune - 2
Chale jaayenge jahaan se hum - 2

Chorus:
Tu pyaar ka saagar hai - 2
Teri ek boond ke pyaase hum - 2
Tu pyaar ka saagar hai


Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm
Mm mm mm mm mm

Manna Dey:
Ghaayal mann ka paagal panchhi
Udne ko beqaraar - 2
Pankh hai komal, aankh hai dhundli
Jaana hai saagar paar - 2
Ab tu hi isse samjha - 2
Raah bhoole the kahan se hum - 2

Chorus;
Tu pyaar ka saagar hai
Teri ek boond ke pyaase hum - 2
Tu pyaar ka saagar hai

Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm
Mm mm mm mm mm

Manna Dey:
Idhar jhoom ke gaaye zindagi
Udhar hai maut khadi - 2
Koi kya jaane kahaan hai seema
Uljhan aan padi - 2
Kaanon mein zara keh de - 2
Ke aaye kaun disha se hum - 2
Tu pyaar ka saagar hai
Teri ek boond ke pyaase hum - 2
Tu pyaar ka saagar hai - 2





lowerbanner

Free Tu Pyar Ka Sagar songs download

Recent Tag : Free Tu Pyar Ka Sagar songs download, Tu Pyar Ka Sagar mp3 song free download, online play Tu Pyar Ka Sagar mp3 song, Tu Pyar Ka Sagar lyrics, Tu Pyar Ka Sagar from Seema 1955