free download Ye Zindagi Kuch Bhi From Romance 1983


Song Lyrics Title : Ye Zindagi Kuch Bhi  Sahi 
Song Lyrics Movie : Romance (1983)
Singer : R D Burman   
Music By : R D Burman   
Lyricist : Anand Bakshi   

mp3 songs


oo ho ho ho
ye zindagi kuch bhi sahi
par ye mere kis kam ki
ye zindagi kuch bhi sahi
par ye mere kis kam ki
jiske liye jite hai log
jiske liye jite hai log
bas hai kami us naam ki
ye zindagi kuch bhi sahi
par ye mere kis kam ki

ho jisko nahi hai arman
koi, kaisi jawani hai ye
jisko nahi hai arman
koi, kaisi jawani hai ye
ho jiska nahi hai unwan
koi aisi kahani hai ye
ho na hai khabar aagaz ki
na hai khabar aagaz ki
na hai khabar anzam ki
ye zindagi kuch bhi sahi
par ye mere kis kam ki

pyasa raha mai, meri gali me
sawan barsata raha
pyasa raha mai, meri gali me
sawan barsata raha
mele me jaise koi akela
aise tarsata raha
puchho na ye kaise bhala
puchho na ye kaise bhala
maine subah se sham ki
ye zindagi kuch bhi sahi
par ye mere kis kam ki

ho dil bahalane ko likhte hai
dil ke kisse fasano me log
dil bahalane ko likhte hai
dil ke kisse fasano me log
ho rakhate hai hire moti saza ke
apni dukano me log
bazar me kimmat hai kya
bazar me kimmat hai kya
tute huye is zham ki
ye zindagi kuch bhi sahi
par ye mere kis kam ki
jiske liye jite hai log
jiske liye jite hai log
bas hai kami us nam ki

Posted by: {Anju}





lowerbanner

Free Ye Zindagi Kuch Bhi songs download

Recent Tag : Free Ye Zindagi Kuch Bhi songs download, Ye Zindagi Kuch Bhi mp3 song free download, online play Ye Zindagi Kuch Bhi mp3 song, Ye Zindagi Kuch Bhi lyrics, Ye Zindagi Kuch Bhi from Romance 1983