free download Aaj Hai Do October From Parivar 1956


Song Lyrics Title : Aaj Hai Do October
Song Lyrics Movie : Parivar (1956)
Singer: Lata Mangeshkar   
Music By : Kalyanji Anandji   
Lyricist :Gulshan Bawra   

mp3 songs

aaj hai do october ka din
aaj ka din hai bada mahan
aaj ke din phul khile hai
jinse mahka hindustan

nam ek ka bapu gadhi
or ek lal bahadur hai
ek ka nara amar desh me
jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan

bapu jisne manwata ka
dunia ko sandesh diya
bagdor bharat ki sambhali
nehru ko adesh diya
lal bahadur jisne hamko
garw se jina sikhlaya
sach pucho to geeta ka
adhyaya usine dohraya
jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan

vishwa shanti ke hit me dekho
surviro ne kiye hai tyag
ek ka nara amar desh me
jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan

mere munne do october ke
subh din hi tu janma
meri yahi dua hai ki
un jaisa hi tu banna
or un jaisa na ban apye
to fir itna karna
kam se kam unke batalaye
raste pe hi tu chalna
jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan

tumpe dunia naj karegi
tu hai un veero ki shan
ek ka nara amar desh me
jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan
aaj hai do october ka din
aaj ka din hai bada mahan
aaj ke din phul khile hai
jinse mahka hindustan
jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan

Posted by: {Anju}




lowerbanner

Free Aaj Hai Do October songs download

Recent Tag : Free Aaj Hai Do October songs download, Aaj Hai Do October mp3 song free download, online play Aaj Hai Do October mp3 song, Aaj Hai Do October lyrics, Aaj Hai Do October from Parivar 1956