free download Paigham Laya Sawan From Lakeer 2004


Song Lyrics Title = Paigham Laya Sawan
Song Lyrics Movie = Lakeer (2004)
Singer = Kavita Krishnamurthy, Shaan
Music Director = A R Rahman
Lyricist = Mehboob

Mp3 Song Lyrics

((paigam laya saawan daaman se bandh jaye daaman
rimjhim khushiyo ki barse ham pe barkha
chanchal hawa ye boli sajani phir teri doli
doli phir dole jaise dole chanda
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
nil gagan ko baadal ban ke chhu jaun mai
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
barkha pawan ye bunde sabne uda di ninde
jaagi aankho me meri jaga sapna
manwa mera bhi dole haule haule ye bole
begani duniya me hai tu hi apna
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
nil gagan ke baadal tujh me chhup jaun mai
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
barkha pawan ye bunde sabne uda di nide
jaagi aankho me meri jaga sapna...

saagar kinare kisi parabat ke saye me
dikhta hai ek aashiyan
hai jaan jab tak mai rahu tere dil me hi
vahi hai mera aashiyan
masum hai baate aisi, phulo pe ho shabnam jaisi
mai khil saa gaya mahak utha jag sara
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
nil gagan ke baadal tujh me chhup jaun mai
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
paigam laya saawan daaman se bandh jaye daaman
rimjhim khushiyo ki barse ham pe barkha
manwa mera bhi dole haule haule ye bole
begani duniya me hai tu hi apna...

shakho pe jhula jhule nai naveli ye kaliyan
teri baaho me jhule ham
chahat ka mausam aaya tanahai sang laya
madhosh hai aaj ham
madhoshi ab naa tute, daaman ye tera na chhute
hai sang tera rang tera mera kya
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
nil gagan ko baadal ban ke chhu jaun mai
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
paigam laya saawan daaman se
jaagi aankho me meri jaga sapna
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
nil gagan ke baadal tujh me chhup jaun mai
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai
ji karta hai pankh laga ke ud jaun mai...))

Posted by  : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Paigham Laya Sawan songs download

Recent Tag : Free Paigham Laya Sawan songs download, Paigham Laya Sawan mp3 song free download, online play Paigham Laya Sawan mp3 song, Paigham Laya Sawan lyrics, Paigham Laya Sawan from Lakeer 2004