|
free download Aaja janam janam From Janam Janam 1988
|
|
|
Song Lyrics Title = Aaja janam janam Song Lyrics Movie = Janam Janam (1988) Singers = Anuradha Paudwal Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri Music Director = Laxmikant, Pyarelal Director = Vijay Sadanah
Mp3 Song Lyrics
((Aaja aaja aaja aaja, Aaja re aaja re aaja re aaja re Aaja re aaja aaja aaja Janam janam ki Pyasi ankhiya teri baat nihare Janam janam ki Pyasi ankhiya teri bat nihare, Kitne saawan beet gaye Beeti kayi bahaare Janam janam ki Pyasi ankhiya teri bat nihare, Kitne saawan beet gaye Beeti kayi bahaare Aaja re aaja re Aaja re aaja aaja aaja...
Har fagun mein Sang piya ke sakhiya kheleha Har fagun mein Sang piya ke sakhiya kheleha Hum virha mein chale akele Kaise humare bhaag Aisi ranj rangili rut mein Kab tak mann ko maare Janam janam ki Pyasi ankhiya teri bat nihare, Kitne saawan beet gaye Beeti kayi bahaare Aaja re aaja re...
Patthar ka dil chir ke jharna Kiski aur bahein re Patthar ka dil chir ke jharna Kiski aur bahein re Kaisi hai bechaini iski Kaun ye kahein re, Koi bhi ye raaz na jaana Hum bhi soch ke haare Janam janam ki Pyasi ankhiya teri bat nihare, Kitne saawan beet gaye Beeti kayi bahaare Aaja re aaja re...
Dur dur dur koyaliya kuh kuh bole, Aur hum ko tadpaye ho Dur koyaliya kuh kuh bole, Aur hum ko tadpaye ho Pavan kahe kaano mein Sajna ab aaye ab aaye ho Kab kab dhoka khaye Hum to phir kabhi na haare Kitne saawan beet gaye Beeti kayi bahaare...
Janam janam ki Pyasi ankhiya teri bat nihare, Kitne saawan beet gaye Beeti kayi bahaare Aaja re, aaja re, Aaja re aaja re aaja aaja aaja aaja...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Aaja janam janam songs download
Recent Tag : Free Aaja janam janam songs download, Aaja janam janam mp3 song free download, online play Aaja janam janam mp3 song, Aaja janam janam lyrics, Aaja janam janam from Janam Janam 1988