free download Kuch To Hua UDIT From Jaane Hoga Kya 2006


Song Lyrics Title : Kuch To Hua Hai
Song Lyrics Movie : Jaane Hoga Kya (2006)
Singer: Udit Narayan

MP3 SONG LYRICS


Kuch to hua hai mere is dil ko
Kuch to hua hai mere is dil ko
Aakhon se tune is ko chhua hai

Kuch to hua hai tere is dil ko
Kuch to hua hai tere is dil ko
Tera dil deewana kahin kho gaya hai
Kuch to hua hai

Karwaatein le le ke raat dhal jaati hai
Koyi khushboo meri saansein mehkaati hai

Sanam keh rahi hai teri beqeraari
Tujhpe hai chhaayi ishq ki khumaari

Mujhe sab pata hai kuch to hua hai
Mujhe sab pata hai kuch to hua hai
Aakhon se tune is ko chhua hai
Kuch to hua hai

Mere in honthon ka rang udh jaata hai
Dhadkano ko meri koyi dhadkaata hai

Na pehle kabhi tha tera haal aisa
Meri jaan chala tujhpe jadoo yeh kaisa

Mujhe lag raha hai kuch to hua hai
Mujhe lag raha hai kuch to hua hai
Aakhon se tune is ko chhua hai
Kuch to hua hai mere is dil ko
Kuch to hua hai mere is dil ko
Aakhon se tune is ko chhua hai

Kuch to hua hai tere is dil ko
Kuch to hua hai tere is dil ko
Tera dil deewana kahin kho gaya hai
Kuch to hua hai



lowerbanner

Free Kuch To Hua UDIT songs download

Recent Tag : Free Kuch To Hua UDIT songs download, Kuch To Hua UDIT mp3 song free download, online play Kuch To Hua UDIT mp3 song, Kuch To Hua UDIT lyrics, Kuch To Hua UDIT from Jaane Hoga Kya 2006