free download Aisi Umar Mein From Deewane Huye Paagal 2005


Song Lyrics Title :  Aisi Umar Mein
Song Lyrics Movie : Deewane Huye Paagal 2005
Singer: Kunal Ganjawala, KK, Shaan

mp3 songs

Aisi umar mein hum jo milein hain
Pyaar to hoga pyaar to hoga zaroor
Na teri khata na meri khata umr ka hai kasoor

Oh anjaani, oh anjaani
Main raja tera tu meri rani
Yeh dhoonde meri jawaani yeh jawaani teri deewani
Shuru hai teri meri prem kahaani

O jaana meri aashiqui yehi hai meri zindagi    (2)
Tere bina jeena nahi kehna yehi mehfil mein hai
Kis ko pata kis ko khabar pyaar tera mere dil mein hai
Meri jaan tu hai meri jaan, kahan tu hai meri jaan      (2)
Saans ki tarah tum aate ho jaate ho
Behadh sanam tum mujhko bhaate ho
Tera kadam mera kadam chaahat ki manzil mein hai
Kis ko pata kis ko khabar pyaar tera mere dil mein hai
Meri jaan tu hai meri jaan, kahan tu hai meri jaan
Tu hai meri jaan

Tera naam mohabbat hai, mera naam deewana hai    (3)
Mera naam deewana hai

Par aaj nahi to kal humko mil jaana hai    (2)
Tera naam mohabbat hai, mera naam deewana hai
Mera naam deewana hai

Yaadon mein khwaabon mein paaya tujhe raat din
Tanha akele mein reh na sakoon tere bin
Tere ishq ne maara hai tu sab se pyaara hai
Kya dil ka ishaara hai mera yaara samajh le zara
Tera naam musafir hai, mera naam thikaana hai     (3)
Mera naam thikaana hai
Meri jaan tujhe chal ke mere paas hi aana hai
Tera naam mohabbat hai, mera naam deewana hai

[Dhadakta hai dil kyun tadapta hai dil kyun
 Huwa kya mere dil ko tu hi bata]---- (2)
Hasta hai rota hai sapnein pe rota hai dekho
Kehta hai mere bhi baare mein ek pal to socho
La la la la, hey hey hey hey

Chori se chupke se aahista dheere se dil ko mera le gayi
Nazrein milaake to nazrein churaake naya dard sa de gayi
Yeh dard main kaise sahoon ab bin tere kaise rahoon
Dhadakta hai dil kyun tadapta hai dil kyun
Huwa kya mere dil ko tu hi bata

Ishq yeh mera sab se alag hai chaahat sab se judaa hai
Mera tan-man bhi mera dhadkan bhi dilbar tujhpe fida hai
Leke tujhe main jaoonga, leke tujhe main jaoonga

Aisi umar mein hum jo milein hain
Pyaar to hoga pyaar to hoga zaroor
Na teri khata na meri khata umr ka hai kasoor 





lowerbanner

Free Aisi Umar Mein songs download

Recent Tag : Free Aisi Umar Mein songs download, Aisi Umar Mein mp3 song free download, online play Aisi Umar Mein mp3 song, Aisi Umar Mein lyrics, Aisi Umar Mein from Deewane Huye Paagal 2005