free download Ab Mujhe Raat Din From Deewana 1999


Song Lyrics Title : Ab Mujhe Raat Din
Song Lyrics Movie : Deewana (1999)
Singer: Sonu Nigam

mp3 songs

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena chain milta nahi

dil pe ab to koi zor chalta nahi

jaadu hain kaisa dil ki lagi mein

dub gaya hu is bekhudi mein

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman

had se badhne laga mera deewanapan

dil mein basa lu apna bana lu

ya phir nazar mein tumko chupa lu

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la





lowerbanner

Free Ab Mujhe Raat Din songs download

Recent Tag : Free Ab Mujhe Raat Din songs download, Ab Mujhe Raat Din mp3 song free download, online play Ab Mujhe Raat Din mp3 song, Ab Mujhe Raat Din lyrics, Ab Mujhe Raat Din from Deewana 1999