free download Ek Main Aur Ek From Daayraa 1996


Song Lyrics Title = Ek Main Aur Ek Tu
Song Lyrics Movie = Daayraa
Singers = Hariharan, Jaspinder Narula
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Amol Palekar
Music Label = Saregama
Starring = Nirmal Pandey, Sonali Kulkarni, Faiyyaz, Rekha Sahay, Nina Kulkarni, Haidar Ali, Nandu Madhav, Nagesh Bhonsle, Rekha Sabnis, Sanjay Sharma etc.
Release on = 13th June, 1997

mp3 songs

Ek main aur ek tu
Ek main aur ek tu
Seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu
Ek main aur ek tu
Seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu

Chhat pe baithe pancchi ne
Pukaara thaa
Humne samja seeti ka
Ishara thaa
Chhat pe baithe pancchi ne
Pukaara thaa
Humne samja seeti ka
Ishara thaa
Dil tarah tarah ke soor lagata hai
Jaan bujh ke fareb khata hain
Tere koch mein kab aayi aabaru
Ek main aur ek tu
Aye seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu

Saans tez hain bukhar to nahi
Nabz dekhana hi pyar to nahi
Saans tez hain bukhar to nahi
Nabz dekhana hi pyar to nahi
Pyar mein ajeeb ye rivaaz hain
Rog bhi wahi jo ilaaz hain
Baar baar marne ki hain aarzoo
Ek main aur ek tu
Aye seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu

Tum ho aur nadi ka ek kinaara ho
Sama tumhari baato jaisa pyara ho
Tum ho aur nadi ka ek kinaara ho
Sama tumhari baato jaisa pyara ho
Khwaisho ki aag taape raat bhar
Bas tumhara naam jaape raat bhar
Door ik fakeer gaaye allah hoon
O ek main aur ek tu
Aye seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu.


Posted by Priyanka Shukla


lowerbanner

Free Ek Main Aur Ek songs download

Recent Tag : Free Ek Main Aur Ek songs download, Ek Main Aur Ek mp3 song free download, online play Ek Main Aur Ek mp3 song, Ek Main Aur Ek lyrics, Ek Main Aur Ek from Daayraa 1996