free download Allah Jaane - Chhota Sa From Chhota Sa Ghar 1995


Song Lyrics Title = Allah Jaane
Song Lyrics Movie = Chhota Sa Ghar
Singer = Sadhana Sargam, Kumar Sanu   
Music By = Rajesh Roshan    
Lyricist = Daddy

mp3 songs   

ye dil kyu dhadkata hai jaanam
ye dil kyu dhadkata hai jaanam
alla jane alla jane
alla jane alla jane
ishq kyu kaise hota hai jaanam
ishq kyu kaise hota hai jaanam
alla jane alla jane
alla jane alla jane

najar jab kisi ko lage dhundhne
kare man koi bhi kali chumne
najar jab kisi ko lage dhundhne
kare man koi bhi kali chumne
to samjho ladakpan gaya so kadam
ye kya majra hai batao sanam
ye kya majra hai batao sanam
alla jane alla jane
alla jane alla jane

kuk koyal ki sunke machalta hai dil
aur sine se bahar nikalta hai dil
kuk koyal ki sunke machalta hai dil
aur sine se bahar nikalta hai dil
bahaaro ka hota hai kaise janam
bas itna bata de mujhe kam se kam
bas itna bata de mujhe kam se kam
alla jane alla jane
alla jane alla jane

ye masti me duba hua hai samaa
najar dhundhti hai koi aashiya
ye masti me duba hua hai samaa
najar dhundhti hai koi aashiya
ajab hai mere dil ka aalam sanam
tujhe ho pata to bata de sanam
tujhe ho pata to bata de sanam
alla jane alla jane
alla jane alla jane
ye dil kyu dhadkata hai jaanam
ishq kyu kaise hota hai jaanam
alla jane alla jane
alla jane alla jane
alla jane alla jane
alla jane alla jane


Posted by : Priyanka Shukla


lowerbanner

Free Allah Jaane - Chhota Sa songs download

Recent Tag : Free Allah Jaane - Chhota Sa songs download, Allah Jaane - Chhota Sa mp3 song free download, online play Allah Jaane - Chhota Sa mp3 song, Allah Jaane - Chhota Sa lyrics, Allah Jaane - Chhota Sa from Chhota Sa Ghar 1995