|
free download Laut Gaya Gam Ka From Naya Aadmi 1956
|
|
|
Song lyrics title : Laut Gaya Gam Ka Song lyrics movie : NAYA AADMI singer : HEMANT KUMAR, LATA MANGESHKAR
mp3 songs
he: a a a a la: a a a a
la: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana he: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana
he: duur gagan mein dekho chamke aashaaon ke taare aashaaon ke taare jhilmil pyaare pyaare la: badli mein chhupkar taaron ke sang chanda kare ishaare chanda kare ishaare do: kiski lagan me aaj pavan hain baagon mein ithalaati
laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana
la: raat nayi har baat nayi hain naya naya hai zamaana kaisa sama suhaana kaisa sama suhaana he: gaaye chandaniya dheere dheere preet bhara afsaana preet bhara afsaana la: aaj mere chote se man mein aasha hai muskaati
do: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana
| |
|
|
Free Laut Gaya Gam Ka songs download
Recent Tag : Free Laut Gaya Gam Ka songs download, Laut Gaya Gam Ka mp3 song free download, online play Laut Gaya Gam Ka mp3 song, Laut Gaya Gam Ka lyrics, Laut Gaya Gam Ka from Naya Aadmi 1956