|
free download Mana ki hai zindagi From Anokha daan 1972
|
|
|
Song Lyrics Title: Mana ki hai zindagi Movie / Album Name : Anokha daan 1972 Singers : Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) Song Lyricists : Yogesh Saxena Music Composer : Salil Chowdhury Director : Asit Sen Music Label : Saregama Starring : Tarun Bose, Anil Dhawan, Kabir Bedi, Zaheera
mp3 songs
Mana ki hai zindagi yeh safar Har mood par ajnabi hai dagar Kalki nahi hai kisiko bhi khabar To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar
Badle huye iss naye daur mein Jeene ke ab kuch naye daur hai Badle huye iss naye daur mein Jeene ke ab kuch naye daur hai Apni khushi apne gam ke siva Kuch to yaha farz bhi aur he To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar
Koi kahe zindagi boz hai Koi kahe zindagi mauj hai Koi kahe zindagi boz hai Koi kahe zindagi mauj hai Insano ki iss bhari bhid mein Sabko magar pyar ki khoj hai To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar Har mood par ajnabi hai dagar Kalki nahi hai kisiko bhi khabar To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar...
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Mana ki hai zindagi songs download
Recent Tag : Free Mana ki hai zindagi songs download, Mana ki hai zindagi mp3 song free download, online play Mana ki hai zindagi mp3 song, Mana ki hai zindagi lyrics, Mana ki hai zindagi from Anokha daan 1972