Song Lyrics Title : Kalma padhkar roza rakh kar Song Lyrics Movie : Allah rakha 1986 Singers : Mohammed Aziz Song Lyricists : Rajendra Krishan Music Composer : Anu Malik Director : Ketan Desai Music Label : T-Series
mp3 songs
Allah, allah, madine wale ki rahmat hai mujh par Ma ki duwao ka saya hai sar par, kalma padkar Roze rakhkar maanto se manga huya mai allah rakha Mai allah rakha, mai allah rakha, mai allah rakha Madine wale ki rahmat hai mujh par Ma ki duwao ka saya hai sar par, kalma padkar Roze rakhkar maanto se manga huya mai allah rakha Mai allah rakha, mai allah rakha, mai allah rakha
Bigade ga kya mera ye jalim zamana Bigade ga kya mera ye jalim zamana Hume mahomad ka mai hu deewana ho Sare shansha jiske gulam hai, Sare shansha jiske gulam hai Wo hi to hai mera aasara, mai allah rakha Mai allah rakha, mai allah rakha, mai allah rakha
Guneghar khud hai ye insaf wale Guneghar khud hai ye insaf wale Juba pe garibo ki tale jo tale ho In aankho wale andho se aye ma In aankho wale andho se aye ma Dilwauga mai hak tera ma, mai allah rakha Ha, ma mai allah rakha, mai allah rakha, mai allah rakha
Jo naam aye ma tune diya hai, jo naam aye ma tune diya hai Wo naam leke ye wada kiya hai ho aaho ka teri yu luga badala Aaho ka teri yu luga badala, duniya kahegi waha re waha Allha rakha, mai allah rakha, mai allah rakha, mai allah rakha
Madine wale ki rahmat hai mujh par Ma ki duwao ka saya hai sar par, kalma padkar Roze rakhkar maanto se manga huya mai allah rakha Mai allah rakha, mai allah rakha, mai allah rakha Allah rakha, allah rakha, allah rakha, allah rakha Allah rakha, allah rakha, allah rakha, allah rakha...
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |