Song Lyrics Title : Hume Tumse Hua Hai Song Lyrics Movie : Ab Tumhare Hawale 2004 Singers : Alka Yagnik, Udit Narayan Song Lyricists : Sameer Music Composer : Anu Malik Director: Anil Sharma Music Label : T-Series Starring : Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Bobby Deol, Divya Khosla, Sandali Sinha, Nagma Release on : 24th December, 2004
mp3 songs
Hun... Hun hun hun hun Hey... Hey hey hey hey Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare aap hee bataye ham kya kare Aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye, ham iss ada pe kyun naa mare Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare aap hee bataye ham kya kare Aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye, ham iss ada pe kyun naa mare Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare..
Bas ham tumhe dekha kare, baithi raho aaghosh men Aisi bhi kya diwangi, bilkul nahee ho tum hosh men Janeman janejana chhodiye bhi satana, ham iss jalan men kab tak jale Tumhe hamase hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare..
Kahne lagi bechainiya, abb dooriyaan hai mushkil badi Panchhi piya pardesiya, kaise jiye ham abb yeh ghadi Aap se aarju hai, aap se jindgi hai, aap ke bina ham kaise rahe Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare Hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |