free download Husna Pahaado Ka Kya From Ram Teri Ganga Maili 1985


Song Lyrics Title : Husn Pahadon Ka Kya
Song Lyrics Movie : Ram Teri Ganga Maili 1985
Singers : Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Song Lyricists : Ravindra Jain
Music Composer : Ravindra Jain
Music Director : Ravindra Jain
Director : Raj Kapoor
Music Label : Saregama
Starring : Rajiv Kapoor, Mandakini, Divya Rana, Saeed Jaffrey, Kulbhushan Kharbanda, Raza
Murad, Sushma Seth, Trilok Kapoor, A.K. Hangal

mp3 songs

Husn pahadon ka oh shahiba
Husn pahadon ka oh shahiba
Kya kehna ki baaron mahine
Yahan mausam jaadon kaa
Kya kehna ki baaron mahine
Yahan mausam jaadon kaa

Root ye suhani hai meri jaan root ye suhani hai
Shardise dar kaisa sang jo garam jawani hai
Ke shardise dar kaisa sang jo garam jawani hai
Tum pardesi kidhar se aaye
Aate hi mere man mein samaye
Karoon kya haathon se man nikla jaaye
Karoon kya haathon se man nikla jaaye
Kya gul boote hain
Pahadon men yeh kehte hain
Pardesi to jhoothe hain
Chhote chhote jharne hain
Ke jharnon ka paani chhuke
Kuchh vaade karne hain
Jharne to behte hain
Qasam lein pahadon ki
Jo kayam rehte hain

Khile khille phoolo se bhari bhari wadi
Raat hi raat mai kisane sajadi
Laghata hai jaishe yaha apni ho shadi
Laghata hai jaishe yaha apni ho shadi
Kya ghool bute hai pahadon men yeh kehte hain
Pardesi to  jhoothe hain
Hath hai hatho mai ke rasata tak hi gaya pyar ki baato mai
Duniya ye gaati hain sunoji duniya ye gaati hai
Ke pyaar se rasta to kya zindagi kat jaati hai
Ke pyaar se rasta to kya zindagi kat jaati hai

posted by : Anju 


lowerbanner

Free Husna Pahaado Ka Kya songs download

Recent Tag : Free Husna Pahaado Ka Kya songs download, Husna Pahaado Ka Kya mp3 song free download, online play Husna Pahaado Ka Kya mp3 song, Husna Pahaado Ka Kya lyrics, Husna Pahaado Ka Kya from Ram Teri Ganga Maili 1985