free download Pyar mein Kabhi Kabhi From Chalte Chalte 1976


Song Lyrics Title : Pyar mein Kabhi Kabhi
Song Lyrics Movie : Chalte Chalte 1976
Singer : Shailendra Singh

mp3 songs

Pyar mein kabhi kabhi aisa ho jaata hai
chotisi baat ka fasana ban jaata hai
aaj sajna ka sajni se ho raha saamna
khel hi khel mein dil gaya harna hahn hahn na na
pyar mein kabhi kabhi

Kahene ki nahin baat
magar yeh phir bhi kaheti hoon main
rahne ki nahin jagah koi
phir dil mein raheti hoon mein
jeet kar pyar mein padega harna hahn hahn na na

Nadaan samaj kar tumko dekho
maaj kar diya humne
pyar ki kitab se judaai ka saki
saaf kar diya hamne
yaar ki baat tum kabhi na talna
hahn hahn na na
pyar mein kabhi kabhi aisa ho jata hai

Posted by : {Anju}


lowerbanner

Free Pyar mein Kabhi Kabhi songs download

Recent Tag : Free Pyar mein Kabhi Kabhi songs download, Pyar mein Kabhi Kabhi mp3 song free download, online play Pyar mein Kabhi Kabhi mp3 song, Pyar mein Kabhi Kabhi lyrics, Pyar mein Kabhi Kabhi from Chalte Chalte 1976