|
free download Angna mein baba From Aankhen 1993
|
|
|
Song Title : Angna Mein Baba Duare Pe Ma Movie or Album : Aankhen (1993) Singer(s) : Kumar Sanu, Sadhna Sargam Music Director(s) : Bappi Lahiri
Hindi Lyrics
angna mein baba duare pe ma, kaise aaye gori ham tumhare gharma khet gaye baba bazar gayi ma, akeli hu ghar ma tu aa ja balma
ghar man jo aaive to hamein kya khilaayi ve garam garam halwa aur poori pakaayi ve naram naram hathon se kha ja balma angna mein baba......
halwa puri khaive to nindiya na sataayive nindiya mein tohare liye anchal bichhaayive sijiya ki kismat jaga ja balma khet gaye baba.....
kya hoga bazar se ma jo aayi, kah dungi ma ye hai tera jamaayi hath mera mangne ko aa ja balma angna mein baba.....
| |
|
|
Free Angna mein baba songs download
Recent Tag : Free Angna mein baba songs download, Angna mein baba mp3 song free download, online play Angna mein baba mp3 song, Angna mein baba lyrics, Angna mein baba from Aankhen 1993