|
free download Aaj Nahin To Kal From Aakhri Adaalat 1988
|
|
|
Song Lyrics Title : Aaj Nahin To Kal Song Lyrics Movie : Aakhri Adaalat 1988 Singers : Alisha Chinai, Anu Malik Song Lyricists : Anjaan Music Composer : Anu Malik Music Director : Anu Malik Director : Rajiv Mehra Music Label : T-Series Starring : Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Jackie Shroff
Mp3 songs
He aaj nahin to kal aaoge tum idhar Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar Main dil na tumako dungi Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi
O deewani gulabadan kar na deewanapan Aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga Main dil na tumko dunga Tumse ye kahunga kunwara hi rahunga He aaj nahin to kal aaoge tum idhar Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar Main dil na tumako dungi Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi
Mud ke dekh to idhar Ja re ja ja udhar Dil se dil ki baat kar Chup bhi kar baith udhar Kyon khafaa hai is kadar Kha gayi mera sar Dekh main to ro padungi haan haan.. Are re mere pichhe kyon padi Tujhape main mar miti He raah roke kyon khadi Paas aa do ghadi Lagati kya hai tu meri? Tu meri zindagi Itna pyaar na jata re ja ja.. He aaj nahin to kal aaoge tum idhar Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar Main dil na tumako dungi Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi O deewani gulabadan kar na deewanapan Aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga Main dil na tumko dunga Tumse ye kahunga kunwara hi rahunga
He chahati hu main tujhe Ye mujhe hai pata Pyaar kar tu mujhe Ye bharam hai tera Chhodungi na main tujhe Zidd na kar maan ja Bin tere na ji sakungi haan haan haan.. He rog dil ko na laga Rog to lag chuka Ishq ye hai ik balaa Hai balaa to bhi kya Main akela hi bhala Mera phir hoga kya? Tera jo bhi hoga hoga ja ja..
He aaj nahin to kal aaoge tum idhar Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar Main dil na tumako dungi Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi O deewani gulabadan kar na deewanapan Aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga Main dil na tumko dunga Tumse ye kahunga kunwara hi rahunga.
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Aaj Nahin To Kal songs download
Recent Tag : Free Aaj Nahin To Kal songs download, Aaj Nahin To Kal mp3 song free download, online play Aaj Nahin To Kal mp3 song, Aaj Nahin To Kal lyrics, Aaj Nahin To Kal from Aakhri Adaalat 1988