|
free download Abhi wo kamsin From Abhi woh kamsin
|
|
|
Song Lyrics Title : Abhi wo kamsin Song Lyrics Movie : Abhi woh kamsin Singer : Jagjit Singh
mp3 songs
abhi wo kamsin ubhar raha hai abhi hai us par shabaab aadha abhi jigar mein khalish hai aadhi abhi hai mujhpar itaab aadhaa
mere sawaal-e-wasl par tum nazar jhuka kar khade huye ho tumhi bataaO ye baat kya hai swaal poora jawaab aadhaa
laga ke laare pe le toh aaya hoon sheikh sahaab ko maiqade tak agar ye do ghoont pi le milege mujhko sabab aadha
kabhi sitam hai kabhi karam hai kabhi tawajjo kabhi tagaful ye saaf zaahir hai mujhse ab tak hua hoon main kaamyaab aadhaa
Posted by : {Anju}
| |
|
|
Free Abhi wo kamsin songs download
Recent Tag : Free Abhi wo kamsin songs download, Abhi wo kamsin mp3 song free download, online play Abhi wo kamsin mp3 song, Abhi wo kamsin lyrics, Abhi wo kamsin from Abhi woh kamsin