songlyrics title: Tanhai Mein Khamoshi Se ( College Campus (2011) songlyrics movie: College Campus (2011) Director : Atul Srivastava Lyricist(s) : Rakesh Nirala, Saahil Sultanpuri Music Director : Atul Srivastava Singer(s) : Udit Narayan, Vinod Rathod, Farid Sabri, Manjira, Sunidhi Chauhan, Shaan, Rimi Dhar Starring : Jaya Prada, Mohan Joshi, Tej Sapru, Asrani, Milind Gunaji, Vijayendra Ghatge, Razzak Khan, Mukesh Rishi, Govind Namdeo, Mushtaq Khan
mp3 song lyrics
Tanhaai mein khaamoshi se Dil chori se jo kehta hai Dil chori se jo kehta hai Kya kehta hai, kiyun kehta hai Kya kehta hai, kiyun kehta hai Jo kehta hai, batlaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yun shaam dhale, beetain raatain Ham khud se karain khud ki baatain
Yun shaam dhale, beetain raatain Ham khud se karain khud ki baatain
Yeh mujh se mere armaan rahe Masoom se pal pal khawaab bune Yeh khawaabon ki guzaarish hai Mohabbat mein kho jaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na.
Jis roz nazar mil jaati hai Chehre pe hayaa itraati hai
Jis roz nazar mil jaati hai Chehre pe hayaa itraati hai
Haalaat kiyun aise hain aakhir Ham paagal hain kis ki khaatir Ishq ka naghma bikhar jaata hai Yun hawaaon mein, koi jaane na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na Yeh pyaar hai kya, samjhaao na.
Posted by : {Anju}
| |