|
free download Aitbaar - No One Killed From No One Killed Jessica 2011
|
|
|
Song lyrics title: Aitbaar Song lyrics Film/Album: No One Killed Jessica Singer(s): Vishal Dadlani, Mame Khan, Robert Omulo
Gulzaar zaar hua aitbaar Tukde hazaar hua aitbaar Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke Kyun taar taar hua aitbaar Jhootha khumaar hua aitbaar Seenay mein yaar chubhta gubaar banke
Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke Ro raha hai aitbaar karke Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke Ro raha hai aitbaar karke
Darr ka shikaar hua aitbaar Dil mein daraar hua aitbaar Kare jeetkaar baahein pasaar karke Nashtar ki dhaar hua aitbaar Pasli ke paar hua aitbaar Choosay hai khoon bada khoonkhaar banke
Jhulsi hui iss rooh ke, chithde padeh bikhre hue Udhdi hui ummeed hai oo Raunde jinhe kadmo tale, badi beraham raftaar yeh Bejaan si iss geed ke oo Jal bhun ke raakh hua aitbaar Ganda mazaak hua aitbaar Chidhta hai, kudhta hai, sadta hai raaton mein Challi sa chaakh hua aitbaar Raste ki khaak hua aitbaar Galta, pighalta hai, khalta hai raaton mein
Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke Ro raha hai aitbaar karke Dil aitbaar karke, kho raha hai aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke Ro raha hai aitbaar karke
Kyun phir zaar zaar hua aitbaar Tukde hazaar hua aitbaar Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke Nashtar ki dhaar hua aitbaar Pasli ke paar hua aitbaar Choosay hai khoon bada khoonkhaar banke
Yeh pal, jo hain woh haadse hain Ya phir likhe yunhi the Tai hue the pehle hi Ya phir yeh tai nahi the Apne begasne, rishton ke maane ko pehchaana Mrigtrishna hai yeh, duniya zamana humne jaana Kyun gire hain toot ke jab jude hum kabhi bhi nahi the, nahi the
Simti lipti sehmi si bezaar, bezaar Kyun hai zindagi Yun hi ghut ke Jeenay ka hi naam, hi naam Kyun hai zindagi
Kya bataayen ye rang bhari Haseen titliyon si kabhi thi Rengte ke chuon jaise, toh nahi thi Hoo iss pe na jaane Kin galtiyon ka hai jurmaana Mrigtrishna hai yeh Duniya zamana humne jaana Kyun gire hain toot ke jab jude hum kabhi bhi nahi the, nahi the
| |
|
|
Free Aitbaar - No One Killed songs download
Recent Tag : Free Aitbaar - No One Killed songs download, Aitbaar - No One Killed mp3 song free download, online play Aitbaar - No One Killed mp3 song, Aitbaar - No One Killed lyrics, Aitbaar - No One Killed from No One Killed Jessica 2011