free download Aawara Kehta Tha Mujhe From Jaanam 2000


Song Lyrics: Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan
Song Lyrics Movie or Album: Jaanam 2000
Singer(s): Udit Narayan
Music Director(s): Unknown
Lyricist(s): Unknown

 Lyrics

(Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan
jis din se paya janam tujhe meherbaa)-2
abaad hone lagi suni si ye jindagi
karne laga pyar main karne laga ashiqui
mere dil ne pukaara
awaara -3



Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan
jis din se paya janam tujhe meherbaa

Aawara Kehta Tha

kuch tere jalwo ne diwana kiya
kuch to is dil se bhi sharaarat hui
mere tasavur me bas tu hi tu
tujhse o janam yu mohabbat hui
sadiyon se mujhko bhi teri aarzoo
badali hai kismat ye mili jab se tu



abaad hone lagi suni si ye jindagi
karne laga pyar main karne laga ashiqui
mere dil ne pukaara
awaara -3


Aawara Kehta Tha


jis din nazaro me tu shamil hui
har shay me karta hu nazara tera
yu hi bhatakta rehta main sari umar
mujhko agar na milta sahara tera
ab koi hasarat hai na kuch aas hai
teri wafaa ab to mere paas hai


abaad hone lagi suni si ye jindagi
karne laga pyar main karne laga ashiqui
mere dil ne pukaara
awaara -3


Aawara Kehta Tha



lowerbanner

Free Aawara Kehta Tha Mujhe songs download

Recent Tag : Free Aawara Kehta Tha Mujhe songs download, Aawara Kehta Tha Mujhe mp3 song free download, online play Aawara Kehta Tha Mujhe mp3 song, Aawara Kehta Tha Mujhe lyrics, Aawara Kehta Tha Mujhe from Jaanam 2000