|
free download Jab Koi Baat Bigad Jaye From Jurm 1990
|
|
|
Song Lyrics : Jab Koyi Baat Bigad Jaaye Song Lyrics Movie or Album: Jurm (1990) Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam Music Director(s): Rajesh Roshan Lyricist(s): Indeevar
Lyrics
(jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz) - (2) na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz - (2)
(ho chaandani jab tak raat, deta hai har koyi saath tum magar andhero mein, na chhodana mera haath) - (2) jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz
(wafadaari ki woh rasame nibhayenge hum tum kasame ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apane bas mein) - (2) jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz
(dil ko mere huwa yakin hum pehale bhi mile kahi silsila ye sadiyo ka koyi aaj ki baat nahi) - (2) (jab koyi baat bigad jaaye, jab koyi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz) - (2) na koyi hai na koyi tha jindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz - (2)
| |
|
|
Free Jab Koi Baat Bigad Jaye songs download
Recent Tag : Free Jab Koi Baat Bigad Jaye songs download, Jab Koi Baat Bigad Jaye mp3 song free download, online play Jab Koi Baat Bigad Jaye mp3 song, Jab Koi Baat Bigad Jaye lyrics, Jab Koi Baat Bigad Jaye from Jurm 1990