free download Deewaron Pe Likha Hai From Junoon 1992


Song Lyrics : Deewaaron Pe Likha Hai
Song Lyrics Movie or Album: Junoon 1992
Singer(s): Anuradha Paudwal, Vipin Sachdev
Music Director(s): Nadeem-Shravan
Lyricist(s): Surinder Sathi


Lyrics

(deewaaron pe likha hai, minaaron pe likha hai
ho iss shehar ki har galiyon aur chaubaaron pe likha hai
tera naam sajana tera naam sajana tera naam) - (2)

beete har din tere pyaar mein, tere pehalu mein har shaam ho - (2)
mere dil ki toh aaraju hai yahi, jubaan pe tera naam ho
hawaao pe likha hai fijaao pe likha hai
likha hai dhadkano pe nigaahon pe likha hai
tera naam sajana tera naam sajana tera naam

saath chhodenge na hum kabhi, chhuke khaate hai tumako kasam - (2)
bhul jaaye na waada kisi haal mein chaahe dhaaye jamaana sitam
meri paayal pe likha hai, mere aanchal pe likha hai
in gehari gehari aankhon ke kaajal pe likha hai
tera naam sajana tera naam sajana tera naam
deewaaron pe likha hai, minaaron pe likha hai
ho iss shehar ki har galiyon aur chaubaaron pe likha hai
tera naam sajana tera naam sajana tera naam sajana tera naam...


lowerbanner

Free Deewaron Pe Likha Hai songs download

Recent Tag : Free Deewaron Pe Likha Hai songs download, Deewaron Pe Likha Hai mp3 song free download, online play Deewaron Pe Likha Hai mp3 song, Deewaron Pe Likha Hai lyrics, Deewaron Pe Likha Hai from Junoon 1992