free download Sama hai suhana bura From Pyaar Zindagi Hai 2001


  Song Lyrics Title : Sama hai suhaana, bura hai zamaana
Song Lyrics Movie/Album Name: PYAAR ZINDAGI HAI
Singer(s) : KUMAR SANU

Lyrics
Hey hey hey hey, hey hey hey hey hey
Hey hey hey
(Sama hai suhaana, bura hai zamaana
Sama hai suhaana suhaana, bura hai zamaana
Salaamat rahegi tu Salma, kaha jo mera maana) - 2
Khili chaandni mein mujhe na jalaao
Kahe beqaraari mere paas aao
Hm, khili chaandni mein mujhe na jalaao
Kahe beqaraari mere paas aao
Aaj to meri pyaas bujha do
Yaar mujhe na aisi saza do
Yeh dil aashiqaana hai tera deewana - 2
Salaamat rahegi tu Salma, kaha jo mera maana
Jawaan is fiza mein zara jhoomne do
Gulaabi labon ko sanam choomne do
Haan, jawaan is fiza mein zara jhoomne do
Gulaabi labon ko sanam choomne do
Aise na roko deewane ko
Sach karne do afsaane ko
Karo na bahaana, chhodo sataana - 2
Salaamat rahegi tu Salma, kaha jo mera maana
Sama hai suhaana, bura hai zamaana
Sama hai suhaana suhaana, bura hai zamaana
Salaamat rahegi tu Salma, kaha jo mera maana
Hey, salaamat rahegi tu Salma, kaha jo mera maana


lowerbanner

Free Sama hai suhana bura songs download

Recent Tag : Free Sama hai suhana bura songs download, Sama hai suhana bura mp3 song free download, online play Sama hai suhana bura mp3 song, Sama hai suhana bura lyrics, Sama hai suhana bura from Pyaar Zindagi Hai 2001