free download Ab Mujhe Raat Din Tumhara From Deewana 1999


  Song Lyrics: Abb Mujhe Rat Din Tumhara Hee Khayal
Song Lyrics Movie or Album: Deewana (1999)- Sonu Nigam
Singer(s): Sonu Nigam
Music Director(s): Sajid-Wajid
Lyricist(s): Faaiz Anwaar

Lyrics

hey jhu hmm hmm hmm hmm..... hey hey hey hey hey.......
abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain - (2)
kya kahu pyar me divano jaisa hal hain
divano jaisa hal, hain tumhara hee khayal hain
ho ho aa ha ha ha la la la.......
abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain
kya kahu pyar me divano jaisa hal hain

tum ko dekhe bina chain milta nahee
dil peh abb toh koyee jor chalta nahee
jadu hain kaisa dil kee lagee me, dub gaya hu iss bekhudee me
ho ho aa ha ha ha la la la........
abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain
kya kahu pyar me divano jaisa hal hain

har pal dhunde najar tum ko hee janeman
had se badhne laga meraa divanapan
dil me basa lu apna bana lu, ya phir najar me tumko chupa lu
ho ho aa ha ha ha la la la........
abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain
kya kahu pyar me divano jaisa hal hain
divano jaisa hal hain tumhara hee khayal hain
ho ho aa ha ha ha la la la........


lowerbanner

Free Ab Mujhe Raat Din Tumhara songs download

Recent Tag : Free Ab Mujhe Raat Din Tumhara songs download, Ab Mujhe Raat Din Tumhara mp3 song free download, online play Ab Mujhe Raat Din Tumhara mp3 song, Ab Mujhe Raat Din Tumhara lyrics, Ab Mujhe Raat Din Tumhara from Deewana 1999