|
free download Kitni baate yaad From Lakshya 2004
|
|
|
Song Lyrics Title : Kitni BaateinSong Lyrics Movie/Album Name: LAKSHYA Singer(s) : SADHANA SARGAM, HARIHARAN Lyrics Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun
Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sun lo Kyun aise gum-sum ho
Hariharan: Kyun poori ho na paayi daastaan
Sadhana: Kaise aayi hai aisi dooriyaan
Hariharan: Dono ke dilon mein chhupa hai Jo ik anjaana sa gham Kya ho paayega woh kam Koyi kya kahe
Sadhana: Dono ne kabhi zindagi ke Ik mod pe bhi jo paayi Hai kaisi woh tanhaai Koyi kya kahe
Hariharan: Kitna viraan hai ye sama
Sadhana: Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan
Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon
Sadhana: Tumse aaj yun milke dil ko Yaad aaye lamhein kal ke Ye aansoon kyun hai chhalke Ab kya kahen
Hariharan: Tumne hamko dekha jo aise Toh ik umeed hai jaagi Phir tumse pyaar paane ki Ab kya kahen
Sadhana: Aa gaye ham kahaan se kahaan
Hariharan: Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan
Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sunlo Kyun aise gum-sum ho
Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun
| |
|
|
Free Kitni baate yaad songs download
Recent Tag : Free Kitni baate yaad songs download, Kitni baate yaad mp3 song free download, online play Kitni baate yaad mp3 song, Kitni baate yaad lyrics, Kitni baate yaad from Lakshya 2004