free download Nainan mein barsaat From Nand Kishore 1951


Song Title : Nainan Mein Barasaat
Movie/Album Name: NAND KISHORE
Singer(s) : LATA MANGESHKAR

Lyrics:
nainan mein barasaat man mein kaajal kaali raat - 2
andhakaar hi andhakaar hai diwas rain ban jaat - 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat

hooooooooooooo
prit karuun ya rit nibhaayuun - 2
man ki sunu ya tan ki
maati ki maala dekhuun ya shobha man madhuban ki
shobha man madhuban ki...[2]

(praanon ka hansa vyaakul hai
biraha saha nahin jaat) - 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat

hoooooooooo
ek aur dekhenge naate alakh duusari aur
ankhiyaan chandra chakor bani hai
chanda nand kishore - 2

(ansuan mein zarate angaare
dukh nahin nain samaat) - 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat


POSTED BY;DEVI MANDAL


lowerbanner

Free Nainan mein barsaat songs download

Recent Tag : Free Nainan mein barsaat songs download, Nainan mein barsaat mp3 song free download, online play Nainan mein barsaat mp3 song, Nainan mein barsaat lyrics, Nainan mein barsaat from Nand Kishore 1951