|
free download Khamosh sa afsana From Libaas 1988
|
|
|
Title : Khaamosh Sa Afsaana Movie/Album Name: LIBAAS Singer(s) : LATA MANGESHKAR AND SURESH WADKAR
Lyrics:
Da da da da di da da, da da da da di da da - 4 LATA Khaamosh sa afsaana paani se likha hota - 2 Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana La la la la, la la la la
Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega - 2 Dil bahekaata raha hai, dil bahekaata rahega Dil ko tumne, oh, kuch samjhaaya hota Khaamosh sa afsaana paani se likha hota Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana
Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai - 2 Ek diya bujhta hai, ek diya jalta hai Tumne koi, oh, deep jalaaya hota Khaamosh sa afsaana paani se likha hota Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana SURESH Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya - 2 Jab majdhaar mein doobe, saahil thaamne aaya Tumne saahil, oh, pehle bichhaaya hota Khaamosh sa afsaana paani se likha hota Na tumne kaha hota, na humne suna hota Khaamosh sa afsaana
| |
|
|
Free Khamosh sa afsana songs download
Recent Tag : Free Khamosh sa afsana songs download, Khamosh sa afsana mp3 song free download, online play Khamosh sa afsana mp3 song, Khamosh sa afsana lyrics, Khamosh sa afsana from Libaas 1988