|
free download Na Aadami Ka Koyi Bharosa From Aadmi 1968
|
|
|
Song Lyrics: Na Aadami Ka Koyi Bharosa Song Lyrics Movie or Album: Aadmi (1968) Singer(s): Mohammad Rafi Music Director(s): Naushad Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Lyrics
teri mohabbat pe shak nahi hai teree wafao ko manata hu magar tujhe kiski aarju hai main yeh hakikat bhi janata hu
na aadami ka koyi bharosa naa dosti ka koyi thikana wafaa kaa badalaa hain bewafayi ajab jamana hain yeh jamana na aadami ka koyi bharosa
naa husn mein abb woh dilakashee hai naa ishk mein abb woh jindagi hai jidhar nigaahe uthake dekho sitam hain dhokhaa hain berukhi hai (badal gaye jindagee ke nagame bikhar gayaa pyaar kaa tarana) - (2) na aadami ka koyi bharosa
dawa ka badale mein jeher de do utaar do mere dil mein khanjar lahu se sincha tha jis chaman ko uge hain shole ussi ke andar (mere hee ghar ke charaag ne khud jala diya mera aashiyana) - (2) na aadami ka koyi bharosa naa dosti ka koyi thikana wafaa kaa badalaa hain bewafayi ajab jamana hain yeh jamana...
Posted by: {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Na Aadami Ka Koyi Bharosa songs download
Recent Tag : Free Na Aadami Ka Koyi Bharosa songs download, Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song free download, online play Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song, Na Aadami Ka Koyi Bharosa lyrics, Na Aadami Ka Koyi Bharosa from Aadmi 1968