free download Zindagi ye zindagi lata From Daulat 1981


Title : Zindagi Ye Zindagi ... Jawaani Jhuum Ke Gaaye
Movie/Album Name: DAULAT
Singer(s) : LATA MANGESHKAR

Lyrics:

(zindagi ye zindagi
do ghadi ki zindagi
kaun jaane kis bahaane maut aa jaaye
(jawaani jhuum ke gaaye) - 4) - 2

(tere mere bich koyi duuri na rahe
pyaas mere man ki adhuuri na rahe) - 2
manachali main manachali
aisi huun main manchali
kaun jaane kis bahaane baat ban jaaye
(jawaani jhuum ke gaaye) - 4

(aankhein na chura ham se aankhein to mila
rah na jaaye aaj koyi shikawa gila) - 2
are aa gayi main aa gayi
tere liye main aa gayi
kaun jaane kis bahaane raaz khul jaaye
(jawaani jhuum ke gaaye) - 4

(saare ujaale badal jaayenge
ham to chupake se nikal jaayenge) - 2
ruk gayi main ruk gayi
tere liye main ruk gayi
kaun jaane kis bahaane jaam takaraaye
(jawaani jhuum ke gaaye) - 4

zindagi ye zindagi


lowerbanner

Free Zindagi ye zindagi lata songs download

Recent Tag : Free Zindagi ye zindagi lata songs download, Zindagi ye zindagi lata mp3 song free download, online play Zindagi ye zindagi lata mp3 song, Zindagi ye zindagi lata lyrics, Zindagi ye zindagi lata from Daulat 1981