|
free download Tumhari Yaad Ne Bechain From Raat Ke Andhere Mein 1986
|
|
|
Song Lyrics Title = Tumhari Yaad Ne Bechain Song Lyrics Movie = Raat Ke Andhere Mein (1986) Singers = Vinod Rathod Song Lyricists = Gauhar Kanpuri Music Composer = Surender Kohli Director = Vinod Talwar Music Label = T-Series Starring = Dev Kumar, Sonia Sahni, Maruti, A. N. Ansari, Tiwari
mp3 songs
Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha Kabhi takiya kabhi takiya Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha
Kai din se tumhare milne ki thi aarzoo dil mein Nazar aa jao bas ek bar ye thi zustazu dil mein Kai din se tumhare milne ki thi aarzoo dil mein Nazar aa jao bas ek bar ye thi zustazu dil mein Ye thi zustazu dil mein Miloge tum kabhi to dil isi ummid par rakha Miloge tum kabhi to dil isi ummid par rakha Kabhi takiya aaha kabhi takiya ho o Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha
Mile yu to kai masuk is duniya ki raaho mein Magar tum jaisa katil chad gaya meri nigaho mein Mile yu to kai masuk is duniya ki raaho mein Magar tum jaisa katil chad gaya meri nigaho mein Meri nigaho mein Tumhari in adao ne mujhe deewana kar rakha Tumhari in adao ne mujhe deewana kar rakha Kabhi takiya haye kabhi takiya hoye Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha
Tamanna thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye Tumhari did ho jaye to apni eid ho jaye Tamanna thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye Tumhari did ho jaye to apni eid ho jaye Tamanna thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye Tumhari did ho jaye to apni eid ho jaye To apni eid ho jaye Chhupake aaj tak ye chand ka chehara kidhar rakha Chhupake aaj tak ye chand ka chehara kidhar rakha Kabhi takiya kabhi takiya Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha...
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Tumhari Yaad Ne Bechain songs download
Recent Tag : Free Tumhari Yaad Ne Bechain songs download, Tumhari Yaad Ne Bechain mp3 song free download, online play Tumhari Yaad Ne Bechain mp3 song, Tumhari Yaad Ne Bechain lyrics, Tumhari Yaad Ne Bechain from Raat Ke Andhere Mein 1986