free download Ye Badnasib Bachha Sad From Prati Bandh 1990


Song Lyrics Title =Ye Badnasib Bachha (Sad)
Song Lyrics Movie = Prati Bandh (1990)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = Ravi Raja Pinisetty
Starring = Chiranjeevi, Juhi Chawla, Rami Reddy,
 J V Somayajulu,
Kulbhushan Kharbanda
Release on = 28th September, 1990


mp3 songs


((Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara
Itne bade jaha mein
Yeh ek be shahara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara
Itne bade jaha mein
Yeh ek be shahara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara

Bachapan se iss ke sar pe
Na baap ka hai saya
Na maa ne loriya dee
Na dudh hi pilaya
Pee pee ke apne aansu
Karta hai yeh gujara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara

Mujhko janam diya kyu
Be rahem zindagi ne
Kude ke dher mein kyu
Feka mujhe kisi ne
Daman pakad ke
Ek din puchhega yeh hamara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara

Kuch der ho na jaaye
Andher ho na jaaye
Ungali pakad le koi
Yeh kho na jaaye
Yeh bhul hai kisi ki
Yeh phul hai hamara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara
Itne bade jaha mein
Yeh ek be shahara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara.))


Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}


lowerbanner

Free Ye Badnasib Bachha Sad songs download

Recent Tag : Free Ye Badnasib Bachha Sad songs download, Ye Badnasib Bachha Sad mp3 song free download, online play Ye Badnasib Bachha Sad mp3 song, Ye Badnasib Bachha Sad lyrics, Ye Badnasib Bachha Sad from Prati Bandh 1990