free download Allah Jab Se Hui Mai Jawan From Param Dharam 1987


Song Lyrics Title = Allah Jab Se Hui Mai Jawan
Song Lyrics Movie = Param Dharam (1987)
Singer = Asha Bhosle, Mohammed Aziz, Sapna Awasthi
Lyricist = Anjaan
Music Director = Bappi Lahiri
Film Director = Swaroop Kumar
Film Producer = Dimpy

Mp3 Song Lyrics

allah jab se huyi mai jawan
allah jab se huyi mai jawan
zamana baiman ho gaya
haye zamana baiman ho gaya
aaya jab se ye solhva sal
aaya jab se ye solhva sal
dupatta baiman ho gaya haye
dupatta baiman ho gaya

delhi se aati hai ye dil lutane ko
patiyala se aati thi pine pilane ko
kalkatte se aayi patta dikhane ko
chhaya hai daulat ka dil pe nasha
jhansi se aati hai hath ladane ko
banglaur se aaye bangla dilane ko
puna se aate hai chuna lgane ko
chehre pe chehara laga ke naya
mera gora mera gora badan ye jawan
banaras ka pan ho gaya haye
banaras ka pan ho gaya
allah jab se huyi mai jawan
zamana baiman ho gaya
haye zamana baiman ho gaya

tirchhi nazar aisi tauba duhayi
patli kamar ne to luti khudayi
rab ne fursat me surat banayi teri
dekhe kahi bhi na aisi jawani
lagti hai koi pari aasmani
aankh tujhse ladi mot aayi meri
yuhi lagaye ja thumke pe thumka
meri jaan jaye to kya hai bura
yuhi lagaye ja thumke pe thumka
meri jaan jaye to kya hai bura
aisi lachki ho aisi lachki
kamar ki patan marwadi patan ho gaya
haye marwadi patan ho gaya
allah jab se huyi mai jawan
zamana baiman ho gaya
haye zamana baiman ho gaya

aaye yaha jo bhi hai rup ke lobhi
shamil karo unme na gori mujhko bhi
mai sacha aashiq hu vo sare hai dongi 
dekho mujhe aazma ke zara
o aashiq mera aisa koi nahi hoye
dulhan banake jo kothe se le jaye
ye than ke hi to hum hai yaha aaye
mar ke hi chhodenge ye dar tera
dekhi teri ho dekhi teri ada ki
vo shan ke banda kurban ho gaya
haye ke banda kurban ho gaya
allah jab se huyi mai jawan
zamana baiman ho gaya
haye zamana baiman ho gaya. .


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Allah Jab Se Hui Mai Jawan songs download

Recent Tag : Free Allah Jab Se Hui Mai Jawan songs download, Allah Jab Se Hui Mai Jawan mp3 song free download, online play Allah Jab Se Hui Mai Jawan mp3 song, Allah Jab Se Hui Mai Jawan lyrics, Allah Jab Se Hui Mai Jawan from Param Dharam 1987