free download Mai Nadiya Ki Dhara From Naag Panchami 1953


Song Lyrics Title = Mai Nadiya Ki Dhara
Song Lyrics Movie = Naag Panchami (1953)
Singer = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist = Indeevar
Music Director = Ravi
Film Director = Babubhai Mistri
Film Producer = Babubhai Mistri
Film cast = Prithiviraj Kapoor, Jayashree Gadkar, Ashish Kumar


mp3 songs


mai nadiya ki dhara bahe teri kinara
deta chal mujhko sahara sath hai kitna pyara
kam hai ye jiwan sara aayenge jag me dobara
mai nadiya ki dhara bahe teri kinara
deta chal mujhko sahara kon sambhalega mujhko
bin tere bhatak jaungi kon sambhalega mujhko
bin tere bhatak jaungi jaha jaha se jayega tu
vaha vaha aaungi chutega na sath hamara
deta chal mujhko sahara sath hai kitna pyara
kam hai ye jiwan sara  aayenge jag me dobara

mai nadiya ki dhara bahe teri kinara
deta chal mujhko sahara roop rang ras ki tu ganga
mai pyasa panghat hu roop rang ras ki tu ganga
mai pyasa panghat hu or pas aane ko tarsu
yu to bhut nikat hu jiwan mera tune sawara
aayenge jag me dobara mai nadiya ki dhara
bahe teri kinara deta chal mujhko sahara
sath hai kitna pyara kam hai ye jiwan sara
aayenge jag me dobara ...


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Mai Nadiya Ki Dhara songs download

Recent Tag : Free Mai Nadiya Ki Dhara songs download, Mai Nadiya Ki Dhara mp3 song free download, online play Mai Nadiya Ki Dhara mp3 song, Mai Nadiya Ki Dhara lyrics, Mai Nadiya Ki Dhara from Naag Panchami 1953