free download Tauba Tauba Meri Tauba From Reshma Aur Shera 1971


Song Lyrics Title : Tauba Tauba Meri Tauba
Song Lyrics Movie : Reshma Aur Shera (1971)
Singer : Asha Bhosle
Music by : Jaidev
Lyricist : Rajinder Krishan

mp3 songs

tauba tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani
uspar ye tanhayi
meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani
uspar ye tanhayi
meri tauba haye haye tauba

rat ka daman lakh sitare
apne sathi dard bechare
na koi ahat na ki halchal
na koi ahat na ki halchal
fiki ghadiya suna har pal
suna har pal
karwat karwat karwat
jaise maine sabri raat bitayi

meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani
uspar ye tanhayi
meri tauba haye haye tauba

dil tadap kar daro diwar se fariyad kare
dil tadap kar daro diwar se fariyad kare
koi aaye mere pahlu ko bhi abad kare
koi aaye mere pahlu ko bhi abad kare
ek bhi mare mohabbat ka masiha bankar
ek bhi mare mohabbat ka masiha bankar
mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare
mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare
o yaar mere dildaar mere
o yaar mere dildaar mere
humraj mere dumsaj mere
aaja aaja aaja aaja
ho aaja aaja aaja aaja
tak tak tak tak teri baat jalima
ankh mri pathrayi
meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani
uspar ye tanhayi
meri tauba mar gayi tauba tauba

kash ke manwa mera balak hota
kash ke manwa mera balak hota
ise deke khilona bahla leti
ise godi me pane bitha leti
ise sine se apne laga leti
kash ke manwa mera balak hota
par ye pagla aisa chanchal
par ye pagla to aisa chanchal
mange hath piya ka
mange hath piya ka
ye kya jane barso gujre
chuta sath piya ka
chuta sath piya ka
na aane ki are na aane ki
us bairi ne aisi sogandh khai
meri tauba haye haye tauba meri tauba
ek to ye bharpur jawani
uspar ye tanhayi
meri tauba mar gayi tauba tauba
tauba tauba tauba tauba
mar gayi tauba

Posted by: {Anju}






lowerbanner

Free Tauba Tauba Meri Tauba songs download

Recent Tag : Free Tauba Tauba Meri Tauba songs download, Tauba Tauba Meri Tauba mp3 song free download, online play Tauba Tauba Meri Tauba mp3 song, Tauba Tauba Meri Tauba lyrics, Tauba Tauba Meri Tauba from Reshma Aur Shera 1971