|
free download Aaja Aaja Nadiya Kinare From Raj Hath 1956
|
|
|
Song Lyrics Title = Aaja Aaja Nadiya Kinare Song Lyrics Movie = Raj Hath (1956) Singers = Lata Mangeshkar Song Lyricists = Shailendra Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Director = Sohrab Modi Music Label = Saregama Starring = Pradeep Kumar, Madhubala, Ulhas, Sohrab Modi, Tiwari Release on = 31st December, 1956
mp3 songs
Haaa aaa Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare
Tere man ko man ka mit mila Tere bhag se badh kar bhag nahi Tere man ko man ka mit mila Tere bhag se badh kar bhag nahi Kal tak dar tha in aahon se Kal tak dar tha in aahon se Lag jae na jag me aag kahi Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare
Hans kar ye suhani raat kahe Kal sham ke vaade pure kar Dil ne tere dukh dard sahe Dil ne tere dukh dard sahe Tu dil ke irade pure kar Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare
Bahte aansu bah jane de Kuchh kho kar hi kuchh milta hai Bahte aansu bah jane de Kuchh kho kar hi kuchh milta hai Ik phul kahin murjhata hai Ik phul kahi par khilta hai Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya tohe kab se pukare....
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Aaja Aaja Nadiya Kinare songs download
Recent Tag : Free Aaja Aaja Nadiya Kinare songs download, Aaja Aaja Nadiya Kinare mp3 song free download, online play Aaja Aaja Nadiya Kinare mp3 song, Aaja Aaja Nadiya Kinare lyrics, Aaja Aaja Nadiya Kinare from Raj Hath 1956