free download Bhanwar Me Meri Naiya From Maa Ka Aanchal 1970


Song Lyrics Title = Bhanwar Me Meri Naiya
Song Lyrics Movie = Maa Ka Aanchal (1970)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Jagdev Bhambri
Music Label = Saregama
Starring = Sanjeev Kumar, Anjana Mumtaz,
 Master Ratan


mp3 songs


Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Main sara jag chhod ke
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya

It ut bhatke dhukhiyari
Thukrayre duniya sari
Tune to jaha ko tara
Kyu na aayi meri bari
Khadi hu hairan ho mere bhagwan
Main jo hari teri bhi har
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya

Daman thama hai tera
Pooja teri jiwan mera
Daman thama hai tera
Duniya hai meri suni
Tera hoga kab tak fera
Rahu na anjan o mere bhagwan
Sunlo sunlo meri pukar
Main sara jag chhod ke kanha
Aayi tere dwar
Bhanwar mein meri naiyya koi na khiwayya
Bhanwar mein meri naiyya...


Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Bhanwar Me Meri Naiya songs download

Recent Tag : Free Bhanwar Me Meri Naiya songs download, Bhanwar Me Meri Naiya mp3 song free download, online play Bhanwar Me Meri Naiya mp3 song, Bhanwar Me Meri Naiya lyrics, Bhanwar Me Meri Naiya from Maa Ka Aanchal 1970