free download Man Ke Panchhi From Naina 1973


Song Title = Man Ke Panchhi
Song Lyrics Movie = Naina (1973)
Singers = Sharda Rajan Iyengar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Kanak Mishra

Mp3 Song Lyrics

((Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi...

Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Gam ke tufan hai jis taraf dekhiye
Aur tufa me koi kinara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi...

Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Zindagi ke liye hath falaye hum
Aisa jina to humko gwara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi...

Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Aasmano pe bhagwan bhi khamosh hai
Aisi kismat hai koi hamara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi...))

Posted by : {Soni Kumari}


lowerbanner

Free Man Ke Panchhi songs download

Recent Tag : Free Man Ke Panchhi songs download, Man Ke Panchhi mp3 song free download, online play Man Ke Panchhi mp3 song, Man Ke Panchhi lyrics, Man Ke Panchhi from Naina 1973